Knowledge HUB
शुक्रवार, 15 जुलाई 2016
Insaan ko Samasiya se gabrana nahi chahiye...
Kyunki Har Samasiya ka HAL jarur Hota he
Apko to Bas Use Dhundna Matra he.
Ek Dard bhari DASTAN tab banya hoti he
Jab DIL Puri tarah Toot jata he.
Muje pata he ki aap MAHAN ho.
Lekin aap tab tak MAHAN nahi
Ban sakte jab tak aap KHUD par
Yakeen na karo.
Aap tab tak Jitte rahte he jab tak ki aap
Khud haar na maan le
.
Harta vahi he jo khuch karta he
Or Jitta vahi he jo haar kar bhi haar nahi manta
.
Good evening friends
Hii Friends ...
Hey this is my first blog.
Umid He Apko Pasand Ayega ...
One.
Behind Every Successful Man
There's A Lot Of Unsuccessful Years.
नई पोस्ट
मुख्यपृष्ठ
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ (Atom)